Album Cover Hai Katha Sangram Ki

Hai Katha Sangram Ki

OST Mahabaharata

3

Hain katha sangram ki

Vishwa ke kalyaan ki

Dharm adharm aadi anant

Satya asatya kalesh kalnak

Sawarth ki katha parmartha ki

Shakti hain bhakti hain

Janmo ki mukti hain

Jeevan ka ye sampurn saar hain

Yug yug se kan kan mein

Sristi ke darpan mein

Vedo ki katha apaar hain

Karmo ki gatha hain

Devo ki bhasha hain

Sadiyon ke itihaas ka pramaan hain

Krishana ki mahima hain

Geeta ki garima hain

Grantho ka granth ye mahaan hain

Mahabharat mahabharat

Mahabharat mahabharat

Lagu lain oleh OST Mahabaharata