Genius Romanizations
10 ContributorsTranslations
हिन्दी (Hindi)
Chaar Diwari & Raftaar - Farebi (Romanized) Lyrics
[Intro: Chaar Diwaari]
Okay, ready?
Boots and cats and boots and cats and boots and cats and boots and cats and boots and cats and boots and cats and
[Verse 1: Chaar Diwaari]
Downtown mein lagi aag, sabhi bhaage (Bhaage, bhaage, bhaage)
Building se nikle dhuaan
Ab sab jal gaya, to sabhi bhaage (Bhaage, bhaage, bhaage)
Public mein mache hahakaar, mujrim faraar
Gaya wo kahaan pe, na jaane?
Hai peeche-peeche police mere
Jaldi-jaldi bhaagta main aage, basta bachaake
Uh, jisme chori ka maal, kisi ka dil rakha
[Pre-Chorus: Chaar Diwaari]
Kheenchta hai mujhe tujh tak jaane kaun farishta
Aa gaya main, tere ghar par, dar-b-darta bhatakta
Mil gayi hai teri bhuri-bhuri dono aankhein aankhon se meri
Ho gaya wo mujhe jiska darr tha
[Chorus: Chaar Diwari]
Laila ko lagta hoon main farebi
Haan, farebi
Kya kahegi ye?
Kya meri saari baatein hain farebi?
Main farebi, jaan legi yе
Laila ko lagta hoon main farebi
Haan, farebi
Kya kahegi yе?
Kya meri saari baatein hain farebi?
Main farebi, jaan legi ye
[Interlude: Chaar Diwaari]
Dan, dan, dan, da-da, dan, dan, da-da, dan, dan, dan, dan, da-da-da-da-da-da-da-da
Dan, dan, dan, da-da, dan, dan, da-da, dan, dan, dan, dan, da-da-da-da-da-da-da
Laila, jaana, bhaaga main kabse ghar se, kabse sabse
Main kahoon "Dan, dan, dan, da-da, dan, dan, da-da, dan, dan, dan, dan, da-da-da-da-da-da-da"
No, downtown mein lagi aag
[Verse 2: Raftaar]
Deewaari mera dil le gaya
Apna khanjar maara, seena mera cheel ke gaya (Meow)
Meri keel wali heel le gaya
Mujhe laga lagi aag, saala feel le gaya (Ah)
Meri gully mein aata-jaata rehta tha
Tu tapri mein ghusa, chhupa chhatri mein rehta
Phenke khat, kare bak, mujhe Katrina kehta tha
Main fuck bhi na deti thi, tu zakhmi sa baitha tha na dalle
[Pre-Chorus: Raftaar, Chaar Diwaari]
Kheenchta hai, nazron se faade husn ka parda
Aag ke neeche karke tu dar par sar tha patakta
Dillagi hai, dil ki lagi hai, phatti hai meri
Ho gaya wo, mujhe jiska darr tha
[Chorus: Chaar Diwari]
Laila ko lagta hoon main farebi
Haan, farebi
Kya kahegi ye?
Kya meri saari baatein hain farebi?
Main farebi, jaan legi ye
Laila ko lagta hoon main farebi
Haan, farebi
Kya kahegi ye?
Kya meri saari baatein hain farebi?
Main farebi, jaan legi ye
[Verse 3: Chaar Diwaari]
Laila tu na maane, laila na pehchaane
Laila ko baatein sab kyu lage bahaane?
Laila main farebi, main thug, main aparaadhi
Maine to zindagi ye bhaago-bhaago bita di
Laila main na tera, tu hai na meri
Mujhe bhula dena, main kahi ka nahi
Laila tu abhi hai, phir teri saheli
Main thugta jag ko, mera koi apna hi nahi
Main chahta nahi hoon tujhe
Meri to mujhse bhi na bane
Main khaa gaya teri khushiyaan
Tujhe lage–
[Chorus: Chaar Diwaari, Raftaar]
Laila ko lagta hoon main–
Bhadwa saala randibaaz
Main farebi, haan, farebi
Kya kahegi ye?
Kya teri saari baatein hain farebi?
Main farebi, jaan legi ye
Laila ko lagta hoon main farebi
Haan, farebi
Kya kahegi ye?
Kya meri saari baatein hain farebi?
Main farebi, jaan legi ye